24
Sep

gajaraa banaa ke le aa maalaniyaa

   Posted by: ultimate   in Afshan Rana

gajaraa banaa ke le aa maalaniyaa

gajaraa banaa ke le aa maalaniyaa
vo aaye hai.n ghar me.n hamaare
der na ab tuu lagaa

saaraa chaman ho jinakaa diivaanaa
aisii kaliyaa.N chun ke laa
laalii ho jin me.n un ke labo.n kii
un ko piro ke le aa

jo bhii dekhe un kii suurat
jhukii jhukii a.Nkhiyo.n se pyaar kare
chandaa jaisaa ruup hai un kaa
aa.Nkho.n me.n ras hai bharaa


Tell a Friend
This entry was posted on Saturday, September 24th, 2005 at 6:37 pm and is filed under Afshan Rana. You can follow any responses to this entry through the RSS 2.0 feed. You can leave a response, or trackback from your own site.

Leave a reply

You must be logged in to post a comment.